Realme 2 Full Review And Specification
Oppo le ke aa gya hai apne sub brand realme 2 ko, jo ki look ke hissab
se dekha jaye to bilkul Oppo jesa hai but feature me usse alag hai , realme 1
ke bad oppo laya hai realme 2 ko kuch new features ke sath , lekin look apko
same dekhne ko milega |
Bharat me Mi ke bad oppo laya hai budget smart phone with best
feature , kuch time pahle redmi note 5 pro ki demand itni thi ki phone ki
booking open hote hi phone out off stock ho jata tha ,note 5 pro ke bad ab
realme
ki bhi kuch ishi trah
demand aa rhi hai
Logo ne realme 2 ko bhi bhot pasand kiya hai or ushe kharidne ki ichha
rakhte hai , logo ko sabse jayada realme 2 ka design apni traf khiche ja rha
hai, ushka dimond look jo logo ko bhot jayada pasand aa rha hai, dimond look ke
sath sath ishme aa gya hai dual camera jish ki vajha se logo realme 2 ko jayada
pasand kr rhe hai
Design ke sath sath realme 2 ki pricing bhi budget me hai vese to realme
ki starting Rs. 8990/- se hai 3GB RAM ke sath or Rs 10990/- me apko 4GB RAM
Diya ja rha hai..
Design
Realme 2 ko sbse jayada pasand ushke design ki vajha se kiya ja rha hai,
dimond look ki vajha se ye logo ko attract kr rha hai .
realme 2 ka design oppo f9 ki trah diya gya hai.
- Mobile
Weight :- 168gm
- Dimension
:- 156.2 x 75.6 x 8.2 mm
Performance
- 1.8
GHz Qualcomm SDM450 Snapdragon 450
- 4GB
RAM 64 GB Internal Memory (Rs. 10990/- )
- External
256
- 3GB
RAM 32 GB Internal Memory (Rs. 8990/-)
- Operating
System 5.1
- Android
Version 8.1.0
Connectivity
VoLTE
|
Yes
|
wireless connectivity
|
Yes
|
headphone port
|
Yes
|
SIM
|
Dual
|
3G Capability
|
Yes
|
4G Capability
|
Yes
|
Wifi Capability
|
Yes
|
Wifi HotSpot
|
Yes
|
Wifi HotSpot
|
Yes
|
Bluetooth
|
Yes
|
GPS
|
Yes
|
Battery
Realme 2 ki battery normal battery hai, fast charging ka feature nahi
hai ishme, agar phone ko full charge krne hai to ishme 3 hours tak lag jayege
100% charge hone me
- Battery
4230 mAH
Camera
Realme 2 me kuch khash camera quality ni di gai lekin realme 1 ke
according realme 2 ka camera acha diya gya hai .. back camera se log khush to
hai but front camera 8 mg pixel hone ki vajha se log thode mayush jarur huye
hai..
- Back
Dual Camera :- 13+2 mega pixel
- Front
8 mega pixel
LED Flash
|
Yes
|
Video
Recording
|
Yes
|
Auto
Focus
|
Yes
|
Face
Detection
|
Yes
|
Zoom
|
Yes
|
HDR
|
Yes
|
Panorama
Mode
|
Yes
|
Camera
|
Dual
|
Display
Screen Size
|
6.2
inch
|
Display
|
IPS LCD
|
Screen
Resolution
|
720 x
1520
|
Glass
|
Gorilla
Glass
|
0 Comments: