Best
Video Calling App For Android & IOS From Google
Aaj ke time me voice calling se jayada log video calling pasand kr rhe
hai , agar koi kisi se dur hai or face to face bat krna chahta hai to dimag me
pahli ek hi chiz aati hai video calling,
video calling hi ek aisha zariya hai jisse use krke dur bethe huye insan
se bhi hum face to face bat kr skte hai.
Vese to yaha bho se app me video calling di gai hai yaha tak normal call
ko bhi hum video call me convert kr skte hai but sabse badi chiz jo video
calling me dekhi jati hai vo hai video ki quality ,
Kuki video calling ke liye app to bhot hai but hume ek aisha app chahiye
hota hai jo video calling krke time video ki quality achi de paye or video
calling me dikkat na ho.
To aaj aishe app ke bare me btane ja rhe hai jo World ka best video
calling app mana gya hai,
Google Duo
Google Duo ab tak ka sabse best video calling app hai.
Google Duo Ko Use
Kese Kare.
Step By Step Use.
1. Google Duo install krne ke bad
sabse pahle apko apna Mobile No. Dal ke register krna hoga.
Kuch Aishe👇
2. agree per click krne ke bad
allow ke liye puchega allow krna hoga
3. Fir gmail id select krne ke liye
bolega,
4. Then last me kuch ish trah ka
option open hoga, Give Access per click krke allow ke liye bolega allow krna
hoga taki video calling krte time apka camera use ho paye
Kuch Aisha 👇
5. So finally set ho gya hmara
Google Duo app, ab apko jishe bhi video calling krni hai simple ushka number
select kre or video call ko enjoy kre.
Important
Note:- Video calling krne ke liye dono phone me
google duo hona jaruri hai agar dono person ke phone me google duo hai tabhi ap
video calling kr skte hai.
0 Comments: