How To Create Blog /
Blog Kaise Banaye
Hello Dosto..
Aaj ke time me online paisa kamana chahte ho to blog ek bhot hi acha
jariya ban chukka hai paisa kamane ke liye
Or ushi ke sath hi agar ap sayari , story ya kisi bhi chiz ka post dalna
pasand krte hai to blog me paise kamane ke sath ap hobby ko bhi pura kr payege.
Blog banane se pahle hume blog ke kuch important chizo ko janna jaruri
hai jo blog banate time hume dheyan me rakhni hai.
Taki hum apne blog ko long time tak chala paye bina kisi bhi tarah ki
problem face kare..
Niche diya gai chizo ko dheyan me rakhe or aage
post me in sab chizo ke bare me padhe..
1. Blog Ki Starting Kese kare / Post Kaise Kare
2. Google Blogger
3. Domain Add Kese Kare
4. Blog Traffic
5. SEO
6. Copyright
7. Make Money From Blogging
Importan Note:- Tittle ke niche diya jitne bhi link
hai ush per click krne per Topic ki puri jankari open ho jayegi..
1. Blog Ki Starting
Kese Kare / Post Kaise Kare
Blog start krne se pahle niche diye gaye link per click krke blogging ki
puri jankari padhe fir next topic ki taraf badhe..
👇
- Blog kese banaye
- Post kese kare & Hindi me post kese kare
2. Google Blogger
Google blooger ke dawara ap blogging start kr skte ho , Google ek free
service blogger hai jo hme blogging ke liye free service provide krwata hai..
Google Blogger ki puri jankari ke liye niche diye gaye link per click kr
ke puri jankari le
👇
- Google Blogger kya hota hai
3. Domain Add Kaise Kare
Domain hmare blog ke address ka kam krta hai, blog me domain add krne se
phle bhi ap blog post krna start kr skte hai.
Jayada jankari ke liye niche link per click kare.
👇
- Domain ke liye sahi naam kese choose kare.
- Website ke liye domain ko register kese kare.
- Blogger me domain kese add kare
4. Blog Traffic
blog me sbse important chiz vo hai hmari audience kuki agar hum blog
likhte jayege or hmare blog ko padhne koi bhi ni ayega to hmare blog likhne ka
koi fayeda ni
kuki na hi hum jo knowledge de rhe hai vo logo tak pohch payegi or na hi
hum paisa earn kr payege.
Niche diye gaye link per click krke janne traffic ko badhane ke liye kya
kya chize jaruri hai or apne blogger per traffic kese laye
👇
- Blog per Traffic Kese Laye
5. SEO
SEO hai humare blog ka sabse important part kuki SEO krne se hamre blog
ki ranking badhegi or ranking padegi to logo ke nazro me ayega or ushe hmare
blog ka traffic badhega log hmare blog per ayege.
SEO ki puri jankari ke liye niche diye gaye link per click kre or
website ka level badhaye
👇
- Blogger ke liye SEO ka use kese kare
6. Copyright
jitna jaruri website per blog post krna or apne blog ko logo tak
pohchana hai ushe kahi jayada jaruri hai apne blog ko safe rakhne or blogging
ke rule ko dheyan me rakhne .
blog post krte time apko ye chiz dheyan me rakhni hai ki ap apne blog
per kisi other website ya koi aishi chiz na post kr rhe ho jo kisi other person
ki hai.. Aisha krne se apka blog khatre me aa sakta hai or band bhi ho skte hai
apki sari mehnat pani me ja sakti hai..
Copyright ki Puri Jankari Ke Liye Niche Diye Gaye Link Per Click Karke
Apne Blog Ko Bachaye
👇
- Copyright se kese bache
7. Make Money From Blogging
Apne blog per post kese kare , blog kese start kare, blog ko kese safe
rakhe in sab chizo ko janne ke bad aata hai sabse main point ki blog se paise
kese kamaye
Or mostly blogging ka main motive hota hai paise kamana
Ish👇 link per click krke janne Blogging krke paise kese kamaye
- Blogging Karke Paise Kese Kamaye
- Blog ke liye Adsense account kese verify krwaye
- Adsense account ke liye kese aaply kare
- Adsense Account ke Rules
0 Comments: