Hello Dosto..
Socho agar ap kahi ghumne gaye ho or vapas aane ke bad ap apna mobile
check krna chahte ho but jab ap apna mobile dudhne lagte ho tab ap ko pta lagta
hai ki apka mobile kahi kho gya
Ish condition me ap kya karoge , apka sara data ush phone ke sath gya ,
or agar kisi galat insan ke hath mobile laga apka to vo insan apke data ka miss
use bhi kr skta hai ...
To Dariye Mat Aaj Hum Apko Btane Vale Hai Agar Apka Mobile Kahi Kho Bhi Jata
Hai To Ap Kese Dudh Skte Ho....
Niche Diye Gaye Step
Follow Kare..👇
1. Mobile Khone per sabse pahle apko computer me google per jana hai vaha search krna hai Find My Phone
Kuch Ish Trah 👇
2. First number per Map open ho jayega Map per Click Krna hai
Kuch Ish Trah 👇
3. Apko Computer me vahi ID Login rakhni hai jo id apke phone me open thi
4. ID login hote hi Left
side me Option open ho jayega
Kuch Ish Trah 👇
5. Left side apko phone ka name dikhayega jish phone me last time ID open thi apki
6. Map me apko apke mobile ki location dikhayega
Kuch Ish Trah 👇
7. Side me ring ka option bhi ayega ring per click krke ap check kr skte ho phone apke pass hoga to ring karega
8. vahi side me apko Setup Secure
& Erase ka option dikhai dega ush per click kr ke apne phone ka sara data
earase kr skte ho taki koi miss use na kr paye.
Kuch Ish Trah 👇
Important
Note:-
1. In sab step ko krne se pahle apko sure hona hai ki apke phone ka data
or location option open ho
2. apka device switch on hoga tabhi ap ye step apply hoga.